Araf
Dard-e-dil ke bagair mehfil?
Mehfil toh bas ek sauda lagti hai,
Jahan mohabbat bhi hisaab maangti hai...
Gao, zaat, mazhab, maal-o-daulat, rang-o-roop,
Kad aur wazan ke farmaan ke bagair toh rishte...
Mehfil kehti hai, "Jodi uparwala banata hai."
Neechewale... uski banayi taqdeer ko...
Apne haathon se naye bandhan...
Jo kabhi...
Swastika, trishul,
Crescent moon aur star, cross...
Ke bina adhoore hain.
Jisne ye tamaam kainaat banayi,
Jism par apne paak nishan lagana bho_
Universal beings h...
Jo makhlooq ek jahan ki hai,
Wahi apne aap ko hadd-o-hudood mein baandh leti hai,
Azaadi ke shayariyan likhti_
Jo soorat-e-insaniyat ko asliyat mein pehchan na saki,
Wahi duniya bhar mein_
"Insaniyat sabse afzal dharm hai!"
@NewbWanderer Hey wanderer? Is this Hindi? I only know a few words - dard means pain right? insaniyat... human? azaadi...freedom? duniya..world? Credits goes to my Indian friend - He's not an Indian Citizen though.
@azurePond the last line... does it mean "human is the religion"? Humanity triumphs all the religion. Is that the message?..Just curious if I got it right